Faraz Sms Messages :: Faraz Text Messages


If you are looking for Faraz Sms Messages then your search ends here. You will find all the Fraz Text Messages related messages here. Just read the full collection of Faraz Messages Shayri.




Khud ko Chuntay Huwey Din Saara GuzaR JaaTa Ha "Faraz"!
Phir Hawa ShaaM Ki Chalti Ha To Bikhar Jaate Hein.




************



Kon Pareshaan HoTa Ha Tere GhuM Se Faraz.
Woh Apni He Kisi BaaT Pe Roya HoGa.




************



pahaly pahal kaa ishq abhii yaad hai 'Faraz' dil Khud ye chahta hai ke rusvaiyan bhi hon



************



kal us ki ankh ne kia zinda guftgu ki "FARAZ"
GUMAN TAK BHI NA THA KA WO BICHARNE WALA HA




************



Bus yahi aadat uss ki mujha achi lagti ha "Faraz"
udaas kar ka mujha khud bhi khush nahi rahta..




************



Dil bhi kisi ka sath lagaya toy sirf ik baar "Faraz"
hum na koi bhi jurm bar bar nahi kia.




************



jis ko bhi chaha use shidat se chaha ha 'Faraz'
silsila tuta nahin dard ki zanjir ka...




************



lo phir tere labon pe usi bevafa ka zikr
Faraz tujh sey kaha naa bahut huaa..




************



zamaane bhar ke dukhon ko lagaa liyaa dil se
is aasare pe ke ik gamgusaar apanaa hai
Faraz raahat-e-jaan bhi vahi hai kyaa kije
wo jis ke haath se sinaafigaar apanaa hai..




************



ye kya k sab se bayan dil ki halaten karni
Faraz tujh ko na ain muhabbaten karani
ye qurb kya hai k tu samane hai aur hamain
shumar abhi se judai ki sa'aten karani




************



wo samane hai magar tishnagi nahin jaati
ye kyaa sitam hai ke dariyaa saraab jaisa ha
Faraz sang-e-malaamat se zakhm zakhm sahi
hamain aziz hai khaanaakharaab jaisa ha.




************



uss ki dunya may tumharay jasay hazaron han "Faraz"
tumm hi pagal thay jo uss ko pa kar maghror ho gay.




************



Jb chaltY they to hum tanha thay ,FARAZ,
Phr tum mile,ghum milY, phir kaafla sa ban gaya.




************



apna samaj kar jis keliya ujar gaye hum Faraz
wo kal ja raha tha kisi ajnabi k saath.




************



Samndar me Fanaa hona to kismat ki kahani hai FARAZ!
Jo Marta hen Kinaroon par Mujhe Dukh un pe Hota hay.




************



In barishon sy doosti achi ni fraz
kucha tera makaan hy kuch to khyal kr



************



Haseen yadoon ky kuch mosam ussay arsal karny hain faraz
Suna hay shab ko tanhai ussy sony nahi dati



************



Hum say bichar kar us ka takubar bikhar gia FARAZ
Har aak say mil raha hay baree aajzi ky sath



************



Waqt-e-Qudrat ly aya hay aj humain usi gajah par FARAZ
Chal diy usi matti main jis ke hum amanat thy



************



Mian chaltay chaltay thak gia hon fraz.

....

koi to ho jo aak Sheezan he pila dy.



************



Wo barish main koi sahara dhondta hay Fraz

...

Aay Badil aj itna baris ka mari bahoon ko wo apna sahara bana ly



************



Yahan mazdur ko marny ki jaldi yun bhe hay fraz

....

K Zindagi ke kashma kash main Kafan mahnga na ho jiay



************



Latest Faraz Sms




Send these messages to your Friend
Your Name:  
Friend Name:  
Friend's E-Mail


 


Faraz Poetry - Funny Faraz Messages - Faraz Shayari

Now we take care all your needs. We do the research online for you and we also have a team writing fraz sms. we keep updating our site regularly for Faraz poetry msgs, Faraz messages, Faraz funny Sms, Fraz shyari, faraz peotry and faraz text messages. We are sure that you will recommend this site to your friends if you like our database of Fraz Sms poetry and shayari.

SMS Of The Day
Subscribe and receive sms of the day in your inbox.

Email



Share on Facebook