Wo aashana b mila hum say ajnabi ke tarah
Kisy khabr the kah baray g orrr tareeki
Chupy ga wo kisi badil main chandani ke tarah

Barha ky pyas mari us nay hath chor dia
Wo kr raha tha murawat b dillagi ke tarah
Sitm to yh hay kah wo b na ban saka apna
Qabool jis ky kiay gum hum nay khushi ke tarah

Kabi na socha tha hum nay asim us kay liay
Kary ga hum py sitm wo b hr kasi ke tarah

Related posts:

  1. Us Ghari Kuch Iss Tarah Tum Yaad Aay Thy Ke Bas Chaak ham apna garebaan kr na paaye the ke bas...
  2. New Poetry Collection Jub koi din ma shaam kary, Ya lub ki hansii...
  3. Dil K Asmaan Pa Utro Kabhi Chand Ki Tarah Dil k asmaan pa utro kabhi chand ki tarah Ik...
  4. Mosam Ki Tarah Jis Ne Seekha Ha Badal Jana Woh Shaks Bhala Mera Kia Saath Nibhaye Ga FARAZ Mosam...
  5. Razon Ki Tarah Utro Mere Dil Main Ksi Shab chehre pa mere zulf ko phailao ksi din kya roz...

Go at Home Page AllBestMessages