Chaak ham apna garebaan kr na paaye the ke bas
Us ghari kuch is tarah tum yaad aay thy ke bas
Haoslaa insaaN kare to waqt kaa rukh mor de
Ham to ik toofaan ki zad se bach ke aaye thy ke bas
Ishq ka ham ko pujaari aor deewaana keh diyaa
In labon pe us ke naghme gungunaaye thy ke bas
Leave a reply