Tujh ko Paanay Ki Tamanna Kyon Karon
Ho ker Zameen Ki, Aasmaan Ki Chaah Kyon Karon
Main Tujh ko Paanay Ki Tamanna Kyon Karoon
Mujh ko Khabar Hai Judaai Tarpayegi Tujhe Hr Pal
Is hi liye Bata de Main Tujh se Wafa Kyon Karon
Mari Masoomiyat Ko Rab Ne Banaaya Hai Mohabbat Ke liye
Tujhe Chahne Ki Phir Main Khata Kyon Karon
Leave a reply