Tari yaad boht ab aany lagi hay
Ik jan hay ab wo jany lagi hay

Tanha Tanha hum rahny lagy hain
Tanhai bara ab tarpany lagi hay

Yah pal jany kun atay hain
wo pal jany kun jaty hain

Yadoon ka yah kaisa darya
Hum pal main he bah jaty hain

Maloom nahi sahal hay kahan
Maloom nahi manzil hay kahan

Is haal main jeena mushkil hay
Hr saans tujy hi bulany lagi hay

Tari yaad boht ab aany lagi hay
Ik jan hay ab wo jany lagi hay

Related posts:

  1. Ujray Ghar Ki Fizaon Ko Bohat Yaad Kia ujray ghar ki fizaon ko bohat yaad kia, tari halki...
  2. Mat Poocho Ye Mujhse K Kab Yaad Aaty Ho Mat poocho ye mujhse k kab yaad aaty ho.. Jab...
  3. Hum App Ki Yaad Main Udaas Hain Hum app ki yaad main udaas hain, Bas app say...
  4. Hum Aap Ki Yaad Mein Udas Hain, Hum app ki yaad main udas hain, Bas app say...

Go at Home Page AllBestMessages