Waqt guzrta rha pr sans thami se the
Muskura rahy thy hum pr ankhoon main nami se the
Sath hamary jahan thaa sara
Per na jany kun ap ke kame se the
Aapse hum tb miley jab aapka koi sahara nahi tha
Un dino hamare bina ap ka ek b pal gavara nahi tha
Lagta tha hamare rishty ka kabi kinaara ni tha
Aj dekhiye kaisy badal gaya hy waqt-e-aalam
Ap ke ghumoon ko to hum ny churaa liya
Kyu ki khushiyoon pe to huk hamara na tha
Zara se zindagi hay arman boht hain
humdard nai koi pr insan boht hain
Dil ka dard sunayain kis ko
Jo Shaks dil ky kareeb hay wo anjan boht hay
Mari chahat main khot to ni shamil
Phr kun wo bar bar azamaye mujhe?
Dil us ke yaad say ik pal b ni gaffil,
Phir kaisy mumkin hy wo bhool jiye mujy?
Aya he tha khayal kh ankhain jhalak gain
Ansoo kisi ke yaad ky kitny kareeb thy
Kia ghum hy kia khushi maloom ni
Wo apna hy kh ajnabi maloom ni
Jis ky baghair ik pal ni guzarta
Kaisy guzry ge zindagi maloom ni
Judai Ke Kasak Lye
Tari Yaad Sy Jura Aansu
Hr Shab Mari Aankh Sy Tapka Hy
Guzray Kal Ke Tarha
Aj Ka Din B Tum Bin Udaas Guzra Hy … !!!