Latest collection of rude text messages, thank you messages, love text messages, hilarious text messages, funny romantic text messages, funniest sweet text messages, birthday messages and sms text messages.
Is do pal ke zindage main tanhai kun hy!
logon ko humsay ruswae kun hy!
is dunya mein insan kum to nahi,
phir mere sath sirf mari parchai kun hy!
Jab Door Ufaq Pr Lali ho
Jab Sham Udasi Vali Ho
Jab Zabt Ka Bandhan Tuta Ho
Jab Aas Ka Daman Choota Ho
Jab Darshan Pyas Bujhaaty Hoon
Jab Mosam Geet Sunaaty Hoon
Jab Kaan Hoon Tarsy Baaton Ko
Jab Neend Na Ay Raaton Ko
Jab Aankhon Main Jag Raaty Hoon
Jab Apne Dard Staate Hoon
Tab Yaad Bohat Tum Aate Ho
Tab Yaad Bohat Tum Aate Ho.
Muddat say dil jis kay liay berurar tha
woh lout ke na aya magar intizar tha
Jo humsufar tha woh chor gia rah main mujy
main phans gai bhanwar main wo darya ke paar tha
manzil qareeb aai to tum doooor ho gy
Itna to tum batao kh yah kaisa pyar hy
deewar barhai kis nay dono ky darmiyan
Na wo sakoon se baithay na mujh ko qarar tha
Yh baat umar bhar na samaj payi main
Kyun yah dil mara us bewafa ka talabgaar tha
Aapse hum tb miley jab aapka koi sahara nahi tha
Un dino hamare bina ap ka ek b pal gavara nahi tha
Lagta tha hamare rishty ka kabi kinaara ni tha
Aj dekhiye kaisy badal gaya hy waqt-e-aalam
Ap ke ghumoon ko to hum ny churaa liya
Kyu ki khushiyoon pe to huk hamara na tha
Wo kia wafa karain gy,
Jin ko pata he ni mohabbat kia cheez hy,
Hum ny ke hy mohabbat,
Pucheeye hum sy wafa kia cheez hy.
Raat ko jalty diay b din main bujh jiya karty hain
Aur ik hum hain jo kh tary pyar main din raat jala karty hain
Wo aashana b mila hum say ajnabi ke tarah
Kisy khabr the kah baray g orrr tareeki
Chupy ga wo kisi badil main chandani ke tarah
Barha ky pyas mari us nay hath chor dia
Wo kr raha tha murawat b dillagi ke tarah
Sitm to yh hay kah wo b na ban saka apna
Qabool jis ky kiay gum hum nay khushi ke tarah
Kabi na socha tha hum nay asim us kay liay
Kary ga hum py sitm wo b hr kasi ke tarah
In Udas rahoon Par
Is akailay dil ky sath
Kr lia safar kitna
Or Kitna Baki hy?
Wo jo ik tara sa
Guur jhilmalata hay
Rasta dakhta hay
R doob jata hay
Tb akailay pan say dil
yh sawal karta hay
Jugnuon ke khawaish main
Titlion ke chahat main
Kr lia safar kitna
R
Kitna baki hay?
Dil main basi the tasveer mita dena
Aankhoon maim basaya tha nazron say gira dena
Tum ko to wafa mari kuch raas naa ai
Jati hoon tary dar sy mujh ko na sada dena
Jab tum sy koi poochy baaten mari wafaon ke
Tum mari wafaon par ilzam laga dena
Phir us ke tamana kya jo gair ka ho jaye
Bas itni guzarish hay tum mujhko bhula dena