Sad Shayari

Unki chahat mail dil majbur ho gayea
Bewafai karna unka dastur ho gaya
Kasoor unka nahi mera tha
maine chaha hi itna ki unko gurur ho gaya.

Sad Poetry

Ab ye socha hai k apni zaat ma rahe ge.
Bohat dakh liya hai logo se shanasai ker k….

Sad Poetry

“Chor Ja”

Abi wakt hai mujhe chor ja.

Ye safar nhi azaab hai
Yaha her kisi pe naqab hai

Yaha bad-gumani ka raaj hai
Yaha be wafai ka rivaaj hai

Abi hosh khone k din nhi
Abi tere rone k din nhi

Abi sari nagri andhari hai
Abi din nikalne ma dair hai

Abi behar-e-ishq ma na utar
Abi shehar sara hai bekhaber

Abi wakt hai mujhe chor ja
Abi wakt hai mujhe chor ja.

Sad Shayari

Uth uth k kisi ka intizar kr k dakhna
Kabi kisi se pyar kr k dakhna

Kaise toot’te hai ye mohabbat k rishte
Ghaltian do chaar ker k dakhna

zindagi ka falsfa samjhna ho to
Barish ma khari kachi diwar kr k dakhna

Nafrat ho jai gi tum ko b duniya se
Mohabbat kisi se beshumar kr k dakhna

Sad Shayari

Allah kary har raat chand banke aye
Din ka ujala shaan ban ke aye
Kabhi na dur ho apky chehre se muskurahat
Har din aysa mehman ban k aye

Sad Shayari

Ro ro k usne mujhe kaha
mujhe tum se nafarat hai.

Agr yahi baat thi to
phr wo itna roya ku…

Sad Shayari

Nadaan hai kitna wo
kuch samjhta hi nhi sagar…

Seeney se laga k pochta hai
k dharkan taiz kyun hai…

Sad Shayari

Labon pe hansi ankhon main sawal rakhta tha
is zarf main itna kamal rakhta tha
kia khaber thi mujhy hi bhool jae ga
jo meri ik ik cheez sanbhal rakhta tha
suna hai log ab boht sataty hain usy
main jis ka itna khyal rakhta tha

Sad Saynigs

Mujhe likh kr kahi
mehfooz kr lo dost…

Tumhari yaadasht se
nikalte ja rahe hai hum…

Sad Sayings

Some people in my life
like a fragrance…

I feel them every day
But i can’t see…


Categories