Raqs kya kabhi shoor machaya pehli pehli barish mein
mein thee mera pagal pan thaa pehli pehli barish mein
Pehim Dastak par Bondoon kee Akhir uss nay dhiyan diya
Khul gaya dheeray say dareecha pehli pehli barish mein
Aik akeela mein he ghar mein khoof zada sa beetha thaa
Warna shehar to bheeg raha thaa pehli pehli barish mein
Anay walay sabz dinoon kee sab shadabee uss say hai
Ankhon nay jo manzar dekh pehli pehli barish mein
Ho Gaee Rukhsat Ghatta Barish Ka Baad
Ik Deya Jalta Rahha Barish Ka Baad
Merray Behtay Aansoon Ko Dekh Ker
Roo Parhee Thandi Hawwa Barish Ka Baad
Main Muntazir Hoon Barish Ka, Fasl-E-Bahar Say Pehlay
Main Muntazir Hoon Phoolon Ka, Rahon Main Khaar Say Pehlay
Haan Us K Wastay Sooli, Pe Char Gaya Tha Main Laikin
Maktal Mein Sang Utha Paya, Koi Na Yaar Sa Pehlay…
Ghum ki baarish ne bhi teray naqsh ko dhoya nahi
Tu ne ne mujh ko kho diya, mein ne tujhay khoya nahi
Neend ka halka gulaabi sa khumaar ankhon mein tha
yun laga jaisay woh shab ko dairr tak soya nahi…..
Joh barish ki tamanna hai,toh inn aankhon mein aa bethoo
Wooh barson mein kahein barsein,yeh barson se barasti han.
Every Rain Drop Would b One Of Your Smile
I Wish That It Rains Heavily Through Out
So That
There iz No Space For Tears Your Life
HaPpY rAiNy DaWn
Barish hoti he jati han mere shehar main
“FARAZ”
Kabhi dhoop niklay to apni UNDERWEAR hi Sukha Loon
The rain was ending, and light
Lifting the leaden skies.
It shone upon ceiling and floor
And dazzled a child’s eyes…
ab k barsat ki rut aur bhi bharkili hai
jism se ag nikalti hai, qaba gili hai
sochta hun k ab anjam-e-safar kya hoga
log bhi kanch k hain, rah bhi pathrili hai
he rain may be falling hard outside,
But ur smile makes it all alright.
I’m so glad that you’re my friend.
I know our friendship wil never end.