Latest collection of rude text messages, thank you messages, love text messages, hilarious text messages, funny romantic text messages, funniest sweet text messages, birthday messages and sms text messages.
tumhari yad k jab zakhm bharne lagte han
kisi bahane tumhen yad karne lagte han
hadis-e-yar k unwan nikharne lagte han
to har harim mein gesu sanwarne lagte han…
Hoon khud se hi kuchh khafa-khafa si main
Had se bhi ab to gauzarne lagi hu main
Chahat ke har dariya ko paar karne lagi hu main
Nadiya si tanhai me bhi behne lagi hu main..
khayal-o-khwab hue hain muhabbaten kasi
lahu main nach rahin hain ye wahshaten kasi
na shab ko chand hai acha na din ko mehar acha
ye ham pe bit rahi hain qayamaten kasi..
safar-e-manzil-e-shab yad nahi
loog rukhsat huye kab yad nahi
dil mein har waqt chubhan rahti thi
thi mujhe kis ki talab yad nahi
wo jo khud pairvi-e-ahla-e-wafa karta tha,
mujh sa milta tha toy talken-e- wafa karta tha,
uss ka daman ma koi phol nahi maray liey,
jo mari tangi-e-daman ka gila karta tha,
aaj jo uss ko bulaya toy wogumsum hi rha ,
dil dharakanay ki jo awaz suna karta tha,
aaj wo mari har 1 baat ka manie pochay,
jo mari soch ki tahreer likha karta tha,
us ki dahlez pa sadiyon sa khra hun ”Muhsin”
mujh sa milnay ka jo lamhaat ginaa karta tha,
koi shikwa nhi jitna bi chahey zulm kr lo,
lo hum apni ANNA ko solii charha dete han,
yahaan sila wafaa ka milta hai jafaoon sey,
hum samney aaen wo nazar chura lete han…….
Jub koi din ma shaam kary,
Ya lub ki hansii badnaam kary
Jub wahshat dil ka naam kary,
Ya ankh ma neend haraam kary,
Mat tanha tanha ghabranaa,
Tum pass hamary a janaa,
Jub panchii sarey urr jain,
Har simmt andhera chaa jay,
Jub guzri batain yad aaein,
Aur beetey lamhey tarpaein,
mut tanhaa tanhaa ghabrana,
Tum pass hamary aajana…..
dakh ab hijar na kia mari halat kardi…………..
mri tanhai mara dard ki kemat kar di………….
omr bhar kon sraboon ka safr ma rahta………
tari hr yaad tara sath hi rukhsat kar di………..
kabhi khon barsa toy aya na hwa ka jhonka..
kabhi 1 qatra na girtay hi qyamat kar di……
hal pochay bhi agr koi toy khof ata haa…….
ya mohabat bhi toy logon na tijarat kar di…..
ma nay jitna bhi usay bhulana chaha………….
os na utni hi mara pyaar ma shidat kar di……
Dareecha Sey Jhankti Woh Larki,
Ajeeb Dukkh Se Bharii Hoi Ha,
Kay Us Kay Aangan k Phool Par 1,
Neelii Titlee Mari Hoii Ha,
Kabhi Aazanoo Mai Khoii Khoii,
Kabhii Namazon Maii Roii Roii,
Woh Aese Dunya Ko Dekhti Ha,
K Jesey Ussey Darii Hoii Ha.