Jou loog gussay ko pee jatay han or dosron ko maaf kar
datay han aisay naik loog Allah ko bohat hi pasand haan..
(Al-e-imran:134)
Irshad-e-Nabvi(S.A.W.W) Hay…
Jub khush kardey tujhey teri Neki aur Buri lagay tujhey teri Burai to phir samajh k Tu MOMIN hay.
SUBHAAN ALLAH.
Hazrat Ali (R.A) na farmya ka jo shaks mazzak sa bhi aik gali data ha toy uss ki kabar ma aik bichoo paida kar dyaa jata ha.
Jub bi farig waqt milley toy apni MAA ky pass ja ky baith jaya karo.
Kyun k MAA ky sath guzra huwa waqt Qayamat ky din nijaat ka Baiyes banega.
(HAZRAT ALI R.A)
Verily, Allah does not look 2wards ur bodies nor 2wards ur appearances. But, he looks 2wards ur hearts. (Muslim)
“Al Quran”
aur Allah khob janta ha tumharay dushmonoo ko or kafi ha Allah kaarsaz or kafi ha Allah mudadgaar.
Surah Al nisa 45..
Hum log aag sey dartey hain.
Ke wo humey jala degi.
Hum log paani sey dartey hain.
Ke wo humey doba dega.
Hum log tofan sey dartey hain.
Ke wo humey tabha karega.
Hum log Allah se Q nahi darte jo in sab par Qadir hai.
ALLAH (Azzwajal) has set a seal on their hearts
& on their ears, & over their eyes there iz a dark covering,
& for them iz great torment…..
(surah-ul-baqirah).
Allah Talah Farmata Hain…
Tum MUJHEY apny naram bistaroon sy uth kr yad rakhna,
MAIN tumhein tumharii tang Qabroon me yad rakhun Ga.
jub koi insaan ALLAH pak ki nammat par ALLHUMDULILAH,
kahta hay toy ALLAH pak usay iss sa bhi afzal nammat atta ,
farmata hay .(ibna-e-maaja).