Wo jis ne apne naana ka wada wafa kr diya
Ghar ka ghar supard-e-khuda ker diya.
Nosh ker liya jis ne shahadat ka jam.
us Hussain ibn-e-Haidar pe lakho salam.
Hindu krishan said…
Tum sb musalman mil k
ak babri masjid na bacha sake.
Or ak akaila ALI
pura islam bacha gya.
To live in a world
Full of love and peace
I am a Muslim
And Allah I praise
For all His blessings
My voice I raise.
Masjid ki safon se
kabi maktal ki taraf dakh
Tauheed tujhe hussain
k sajde se mille gi…
Jannat ka sultan
Hussain ibn-e-ali hai
Moo bolta quran
Hussain ibn-e-ali hai
Mana k momin ki pehchan
hai kalma.
per kalma ki pehchan
Hussain abn-e-ali hai.
Zalimo ki hakumat uski
mout se khatam ho jati hai…
Jub k shaahido ki hakumat unki
mout k baad shuru hoti hai…
Ea kash k baras jai yaha noor ki barish
imman k sheesho pe bari gard jami hai…
Give back the things
you have been entrusted
with to the person
who entrusted them to you.
Hazrat Ayesha (R.A)
Se pocha gya k insan
bura kab banta hai…
Ap ne farmaya jub wo
apne ap ko acha samjhne lage
Asman pe naya chand hai aya
Sara aalam khushi se hai jagmagaya
Ho rhi hai seher o iftari ki tayari
Saj rhi ha duaon ki sawari…
Pure ho apke her dil k arman
Mubarak ho apko pyara “RAMAZAN”
“Ramazan Mubarak”