Kehtye hain kh ISHQ main neend ur jaati hy
Koi hum sy b ishq kare
Khambhaqat neend bahut ati hy
Yh Tera Wahm-o-Gumaan Hy
Wo kissi or ka dil o Jaan Hy
To tarapti rh us ky wisal main
Mohabbat ka yah he anjam hy
To ishq sy abi door hy
Yh to fakt abi imtihaan hy
Kasi bat ko kisi pr azmana ni
Kasi ko beech rah main chor kr jana ni
Aur jo chahy ap ko dil jan sy,
Us wafa-e-aashiq ko kabi bhulana ni.
May all the lovers across the world get the love of their life. Happy Valentines Day to all!
Love has nothing to do with what u r expecting 2 get
Only what u r expecting 2 give.
Kbi Zindgi ka naam hy Mohabbat
Kbi moat ka pegham hy Mohabbat
Kbi Muhabbat se milti hy khushi
Kbi Gham ki sham hy Mohabbat
Kbi Muhabbat aansoun ke barish hai
Kbi hansi ka jaam hy Mohabbat
Kbi hai Muhabbat Dil ke jalan
Kbi Dil ka arman hy Mohabbat
Mary pyar ko duniya main koi samaj na paya
Roa tha jb tanha koi mary saath na aya
Mita diya khud ko us ky pyar main
Aur kahty hain log kh mujy pyar krna ni aya
Ay zindege chal kahin aur chal
Is gulistan mein ab apna guzaara ni
Baat hoti guloon tk to saah lety hum
Par ab to kaanton pr b haq hamaara ni
Ishq Keeta se zor shor dy nal
Phirda se tu baree tooor dy nal
Pr agggy to ishq karain zara gahoor dy naal
Qun kh kal main tary wali dakhi se kisi hor dy naal