Khud ko chuntay huwey din saara guzaR jaata hai “Faraz”
Phir hawa shaaM ki chalti hai to bikhar jaaty hein.
Barson Sey Jo Bhujaa Raha Tha Meri Piyaas FARAZ
Aaj Usney Hi Humain Keh Diya
2 Rupey Glass
2 Rupey Glass.
Har Waqt Rulata Hay Hadd Se Zeyada Woh “FARAZ”
Hum Jis Ko Tassawur Mein Bhi Kabhi Ronay Nahin Dety..
Barson Sey Jo Bhujaa Raha Tha Meri Piyaas FARAZ
Aaj Usney Hi Humain Keh Diya
2 Rupey ka Glass.
2 Rupey ka Glass.
Aqal Walon ke Muqadar mein Yeh Zok-e-Junoon Kahan “FaraZ”
Yeh Ishq Wale hain Jo Har cheez Luta Deta Hain…
Koi Khushiyoun Ki Chah Main Roye.
Koi Dukhon Ki Panah Say Roye.
Ajeeb Silsila Ha Ishq Aur Muhabbat Ka.
“Faraz”
Koi Wafa Kay Liye Roye Aur Koi Wafa Kar Kay Roye.
Ab wo rooz phone pe nakhron se bat karti ha Faraz
Main ne 1 bar he kaha tha sohni de nakhray sohny lagday.
Ab wo rooz phone pe nakhron se bat karti ha Faraz
Main ne 1 bar he kaha tha sohni de nakhray sohny lagday.
Manzil par puhanchny ki talab hoti he jin Jawano mein
“FARAZ”
Rasty me khary ho kar wo BACHIAN nahi Tarte.
Mohabat ma sar ko jhuka dana koi mushkil nahi “Faraz”
Roshan Soraaj bhi chaand ki khaatir doob jata ha..