Latest collection of rude text messages, thank you messages, love text messages, hilarious text messages, funny romantic text messages, funniest sweet text messages, birthday messages and sms text messages.
Faraz jaise koi diya turbat-e-hava chahe hay
tu pas aye to mumkin hai main rahun bhi nahin
Wafa ki aaj bhi qadar wohi hay
Faraz.
Faqat mitt chukey hein toot ky chahney waley..
Iss Barish Ko Dekh Kar Woh Yaad Aa Rahain Hain “Faraz”,
Wo0h Pass Hotay Toy Un Saay Wiper Hey Phirwaa Letaay.
Mray pukhta iraday khud mri takder badlain gay ‘faraz’
Meri kismat mohtaaj nahi hathoon ki lakeroon ki….
Zindagi se koy cheez udhar nahin mangi main ny FaRaZ,
Kafan bhi lain gey toy zindagi apni dey kar…..
Samandar mey Fana honaa toy kismat ki kahani hay FARAZ!
Jo Martaty hen Kinaron per Mujhe Dukh un pey Hota hai…
Gham-e-Hayat Ka jhgraa mita raha ha koe,
Chale aao k dunya se ab ja raha ha koe.
Azal se keh do ky ruk jaye 2 ghari k liye.
Suna hai aanay ka waada nibhaa raha hai koi.
Wo aisey bethey hoe hain meri lash ky paas.
K jaisey roothe hoe ko manna raha ha koe,
Lout ky aa na jaye saans meri nabzon main Faraz.
Haseen haathon sey mayyat ko saja raha hai koi.
Boondaiin Giren Toy Aankh Mein Ansoon Bi Aa Gay ”Faraz”
Barish Ka Uski Yaad Sey Rishta Zaror Hay….
Wfayein nibhatay nibhatay thuk gya hoon ”FARAZ”
Ab toy buss zindagi ka bewafaa hona baaqi hay….
Hum na badlain ga waqat ki raftaar ka sath,,,,,,,FARAZ,,,,,,
Hum jab bhi milain gaay andaaz puranain hon gaay,,,,,,,,,,,