Tumhain Bhi Koi Acha Lagta Tha

Maan Jao Tumhain bhi koi Acha Lagta tha Faraz…
Main ne Dekha ha Tumhain Rotay huy Aksar…

Us Ke Qadam Jahan Pary

Us ke qadam jahan pary, hum ne woh jaga choom li faraz…

Aur woh meri ammi ko keh gayi…

“Aunti twada munda mitti khanda aay..

K Ab Zindgi Achi Nahi Lagti

Tumhari ik nigah se qatal hotay han log Faraz

ik nazr hum ko bhi dakh k ab zindgi achi nahi lagti

Har Jurm Mari Zaat Sa Mansoob Huwa Ha Faraz

Har jurm mari zaat sa mansoob huwa ha faraz
kia maray siwa shahar ma masoom hain saray…

Ma Na Mangi Thi Ujalay Ki Faqat Ik Kiran Faraz

Ma na mangi thi ujalay ki faqat ik kiran Faraz,
tum sa ya kis na kaha tha k aag lagaa di jaay..

Faraz Sms

Jurny pe aaye tu tuta dil bhi jur jata hai“Faraz”
Aitbar woh sheesha hai jo kabhi toot ka nahi jurta….

Koi Na Aay Ga Zindagi Mein

Koi na aay ga zindagi mein tery siwa Faraz,

Ek mout ha  jis ki hum zamanat de nhi sakty….

Shayad Ka WO Likh Hi Dey

Shayad ka wO Likh Hi dey Mujhy Tere hQ me “FARAAZ”
Tu Kaatiby Tqdeer Say zara israar tO kr….

Karon Na Yad Agar Kis Tarah Bhulaon Usey

karon na yad agar kis tarah bhulaon usey
gazal bahana karon aur gungunaon usey

ye log tazakare karty hain apne logon se
main kaise bat karon aur kahan se laon usey..

Chal Diye Usi Mitti Mein Jis Ki Hum Amanat Thay

Waqt-e-Qudrat Ley Aaya Hy Aaj Humain Us Jaga Pe Faraz

Chal Diye Usi Mitti Mein Jis Ki Hum Amanat Thay ……


Categories