Shayari Sms

Ujarah chuki hai duniya meri
Bata kis cheez ka dilasa hai mujhe
Kitna anmol heera baan chuka hoon
“Faraz”
K har kisi ne dard se tarasha hai mujhe…

The Last Verses Of Faraz

Very Last Ghazal Of Ahmed Faraz

Gham-E-Hayaat Ka Jhagra Mita Raha Hai Koi
Chale Aoo Duniya Se Ja Raha Hai Koi
Azal Se Keh Do Ruk Jayee Do Ghari
Suna Hai Aane Ka Wada Nibha Raha Hai Koi
Wo Is Naaz Se Bethe Hain Laash K Pass
Jese Ruthay Hoe Ko Mana Raha Hai Koi
Palat Kar Na Aa Jayen Phir Saans
Itnay Haseen Hathon Se Mayyat Saja Raha Hai Koi

Faraz messages

Doston se bichar kr aj ye haqeeqat
khuli faraz…

K dunia bohat haseen hai mgr
dosto k sath…

Khud Ko Chuntay Huwey

Khud ko chuntay huwey din saara guzaR jaata hai “Faraz”
Phir hawa shaaM ki chalti hai to bikhar jaaty hein.

Hum Un Sy Millay To Khuch Keh Na Sakay

Hum un say millay to khuch keh na sakay
“faraz”
khushi itni thi k mulaqat ansoo ponchtay he guzar gai..

Funny Faraz Sms

Faraz Ghurbat Se Tang Aa Kar Daku Ban Gaya.
Daketi Karne Bank Gaya Aur Kaha:
Arz Hai
Taqdeer Main Jo Hai Wohi Milega.
HandsUp, Apni Jaga Se Koi Nahi Hilega.

Jo Bhujaa Raha Tha Meri Piyaas

Barson Sey Jo Bhujaa Raha Tha Meri Piyaas FARAZ

Aaj Usney Hi Humain Keh Diya
2 Rupey Glass
2 Rupey Glass.

Har Waqt Rulata Hay

Har Waqt Rulata Hay Hadd Se Zeyada Woh “FARAZ”
Hum Jis Ko Tassawur Mein Bhi Kabhi Ronay Nahin Dety..

Barson Sey Jo Bhujaa Raha Tha Meri Piyaas

Barson Sey Jo Bhujaa Raha Tha Meri Piyaas FARAZ

Aaj Usney Hi Humain Keh Diya
2 Rupey ka Glass.
2 Rupey ka Glass.

Aqal Walon Ke Muqadar Mein

Aqal Walon ke Muqadar mein Yeh Zok-e-Junoon Kahan “FaraZ”
Yeh Ishq Wale hain Jo Har cheez Luta Deta Hain…


Categories