Aqal Walon ke Muqadar mein Yeh Zok-e-Junoon Kahan “FaraZ”
Yeh Ishq Wale hain Jo Har cheez Luta Deta Hain…
Bikney Waly Our Hain Ja Kr Khreed Lo “Faraz”
Ham Log Qeemat Se Nahen, Qismat Se Mila Krtey Hain.
Ab wo rooz phone pe nakhron se bat karti ha Faraz
Main ne 1 bar he kaha tha sohni de nakhray sohny lagday.
Manzil par puhanchny ki talab hoti he jin Jawano mein
“FARAZ”
Rasty me khary ho kar wo BACHIAN nahi Tarte.
Roonay Se BaddaL Jatey Agar Halaat “Faraz”
To Aaj Duniya Main Hum B Khush Naseeb Hoty
Gar janna ho apni mussarat ka sabab
“Faraz”
To kabhi mere dil ki dharkan to suno
Hansi ko main sun k ek bar chonk utha “Faraz”
Yah mujh main dukh chhupany ka kamaal kesy aa gya!!!
Muhabat ma sar ko jhuka dana koi mushkil nahi “Faraz”
Roshan soraj bhi chaand ki khatr doob jata ha..
Z¡ndagi to kisi aur ki Bakhshi hui Amanat hai”FARAZ”
Hum tau Faqat Sanson ki Rasm ada kartay hain…
Dukhon na mary daman ko yon tham rakha ha “Faraz”
ky jasiy unn ka maray siwaaa orr koi nahi…