Sanam tare hr ik ada dil churati hy,
Mujh ko pal main yh deewana bnati hy,
Tu na aya mujh sy milny to kya hua,
Tere hr awaz in kanoon main gungunati hy.