ye zaruri nahi har shakhs masiha hi ho
pyar k zaKhm amanat hain dikhaya na karo

shahar-e-ehsas mein patthar bahut han ‘Mohsin’
dil ko shishe k jharonkhon mein sajaya na karo..