dakh ab hijar na kia mari halat kardi…………..

mri tanhai mara dard ki kemat kar di………….

omr bhar kon sraboon ka safr ma rahta………

tari hr yaad tara sath hi rukhsat kar di………..

kabhi khon barsa toy aya na hwa ka jhonka..

kabhi 1 qatra na  girtay hi qyamat kar di……

hal pochay  bhi agr koi toy khof ata haa…….

ya mohabat bhi toy logon na tijarat kar di…..

ma nay jitna bhi usay bhulana chaha………….

os na utni hi mara pyaar ma shidat kar di……