angrai par angrai leti hai raat judaii ki
tum kya samjho tum kya jano bat meri tanhai ki

kaun siyahi ghol raha tha waqt k bahte dariya mein
main ney ankh jhuki dekhi hai aj ksi harjaii ki…