sadma to hai mujhe bhi ki tujhse juda hun main
lekin ye sochta hun k ab tera kya hun main

bikhra para hai tere hi ghar mein tera wajud
bekar mahfilon mein tujhe dhundta hun main…