tarap uthun bhi to zalim teri duhai na doon
main zakhm zakhm hun phir bhi tujhe dikhai na doon

tere badan main dharakne laga hun dil ki tarah
ye aur bat k ab bhi tujhe sunai na doon…