Sep 14, 2009
Author: admin | Filed under: Sad Poetry
Palat ker aankh nam kerna mujhay hargiz nahi ata..
Gaye lamhon ka gham kerna mujhay hargiz nahi ata..
Mohabbat ho tu bai hadh ho jo nafrat ho tu bai bayaan..
Koyi bhi kaam kamm kerna mujhay hargiz nahi ata..
Leave a reply