zinda rahne ki tamanna ho to ho jate hein
fakhtaon k bhi kirdar uqabon waly

na mere zakhm khile hein na tera rang-e-hina
mausam aye hi nahin ab k gulabon waly…