Mat poocho ye mujhse k kab yaad aaty ho..
Jab jab saansein chalti hain bahut yaad aate ho..

Neend mein palkein hoti hain jab bhi bhari..
Banke khwaab baar baar nazar aaty ho..

Mehfil mein shaamil hote hain hum jab bhi..
Bheed ki tanhaiyon mein har baar yaad aaty ho..

Jab bhi socha k faasla rakhun main tumse..
Zindagi ban k saason mein samaa jaaty ho…

Related posts:

  1. Mujhy Tum Yaad Aaty Ho Zamanay ky sawalon ko main huns ka taal doon faraz,...
  2. Tumhari Yaad Bohat Beqarar Karti Ha sataa sataa ke hamein ashk-baar karati ha tumhari yaad bohat...
  3. Palat Sakun Mein Na Aagy Badh Sakun Palat sakun main na aagy badh sakun jis par mujhy...
  4. Ujray Ghar Ki Fizaon Ko Bohat Yaad Kia ujray ghar ki fizaon ko bohat yaad kia, tari halki...
  5. Hum App Ki Yaad Main Udaas Hain Hum app ki yaad main udaas hain, Bas app say...

Go at Home Page AllBestMessages