Mutthi mai waqt ko qaid ker kay
apni zaaat ko khona chahtaa hoon

ma rona chahtaa hoon. . .

sadiyun sa jo bheegi naa
un palkon ko bhigona chahta hoon

ma rona chahtaa h00n. . .