Gham-e-Hayat Ka jhgraa mita raha ha koe,
Chale aao k dunya se ab  ja raha ha koe.
Azal se keh do ky ruk jaye 2 ghari k liye.
Suna hai aanay ka waada nibhaa  raha hai koi.

Wo aisey bethey hoe hain meri lash ky paas.
K jaisey  roothe hoe ko manna raha ha koe,
Lout ky aa na jaye saans meri nabzon main Faraz.
Haseen haathon sey mayyat ko saja raha hai koi.