lay ab to dasht-e-shab ki sari wusaten soney lagin
ab jagnaa hoga humain kab tak bata awaaragi

kal rat tanha chand ko dekha tha main ne khwab main
‘Mohsin’ mujhe raas ayegi shayad sada awaaragi