Kya jashan manaoon ka aaj Eid ha,
ya dard e dil jagaon ka aaj Eid ha,

lagaya nahi ha us ne galay pyar se mujhay,
main kaise maan jaon ka aaj Eid ha…