Kuch Ajab Shaan Say Logo Mein Raha Kartey Thy
Hum Khafa Reh K Bhi Aapas Mein Mila Kartey Thy

Khatm Tha Hum Pay Mohabbat Ka Tamaasha Goya
Rooh Aur Jism Ko Her Roz Juda Kartey Thy…