Khwaishoon ky samandar main, ik bond khwaish hamari b hy,
Ek tanha guzarish hamari b hy, Chalo mil kr faryaad karain khuda sy,
Ke khwaish poore ho jaye, shayad kisi ik ke muqader se fariyaad rang lye,
Tumko tumhara aur humain hamara naseeb mil jay.