karon na yad agar kis tarah bhulaon usey
gazal bahana karon aur gungunaon usey

ye log tazakare karty hain apne logon se
main kaise bat karon aur kahan se laon usey..