har charagar ko charagari sey gurez tha
warna humain jo dukh tha bohut ladawa na tha

lab par hai talkhi-e-may-e-ayyam warna “Faiz”
ham talkhi-e-kalam par mail zara na tha