Hogaye Jawan Bachay Burhi Ho Rahin Hain MAA,
Be-chirag Ankhon Mein Khuwab Bo Rahin Hain MAA,

Roti Apnay Hissay Ki De K Apnay Bachon Ko,
Sabar Ki Rida Orhay Bhuki So Rahin Hain MAA,

Saans Ki Mariza Hai Phir Bhi Thanday Pani Se,
Kitni Shakat Sardi Mein Kapray Dho Rhain Hain MAA,

Ghair Ki Shikayat Par Phir Kisi Shararat Par,
Mar Kar Mujhe Khud Bhi Ro Rahin Hain MAA….!!!!

Related posts:

  1. Ab Kaisy Hoga Guzara Dekhty Hain Badalti rut ka ishara dekhty hain Ab kaisy hoga guzara...
  2. Hazrat Ali (R.A) Na Farmaya Hazrat Ali (R.A) na Farmaya Koshish Karo K Tum Dunia...
  3. Diya Khud Se Bhuja Dena Diya Khud se Bhuja Dena Hawa ko aur kya Dena...
  4. Eid Ka Chand Mere angan mein phir chamka ha aaj Eid ka chand...
  5. PHIR SUBHA TALAK TU MERA HOGA Abi rat ke deye jale hain Abi taron ke karvaan...

Go at Home Page AllBestMessages