Ghum ki baarish ne bhi teray naqsh ko dhoya nahi
Tu ne ne mujh ko kho diya, mein ne tujhay khoya nahi

Neend ka halka gulaabi sa khumaar ankhon mein tha
yun laga jaisay woh shab ko dairr tak soya nahi…..