kabhi kabhi yad main ubharte hain naqsh-e-mazi mite mite sey
wo azmaish si dil-o-nazar ki, wo qurabaten si wo fasale sey

kabhi arzu k sehara main a k rukte hain qafile sey
wo sari baten lagaw ki si wo sare unwan wisal k sey..