Duniya se wafaa kr k sila dhoondh rahe hain
Hum log bhi nadaa’n hain kya dhoondh rahe hain

Yeh bhi tau sazaa hai keh giraftaar-e-wafaa hoon
Kyun log Mohabbat ki sazaa dhoondh rahe hain