dukh fasanaa nahi ke tujh se kahen dil bhii manaa nahin ke tujh se kahen
aaj tak apanii bekalii kaa sabab Khud bhii jaanaa nahin ke tujh se kahen
ek tuu harf_aashnaa thaa magar ab zamaanaa nahin ke tujh se kahen
Name (*)
E-mail (*)
URI
Message
Leave a reply