Dil k dariya ko kisi roz utar jana ha
itna besimt na chal laut ke ghar jana ha

us tak ati hai to har chiz thahar jati ha
jaise pana hi use asl main mar jana ha…