badan mein aag si chehara gulaab jaisaa hay
ke zahar-e-gam ka nashaa bhi sharaab jaisa hay

kahaan wo qurb ky ab toy ye haal ha jaise
terey firaaq kaa aalam bhi khvaab jaisa hay..