sham k sanwale chehre ko nikhra jaye
kyon na sagar se koi chand ubhra jaye

ras aya nahin taskin ka sahil koi
phir mujhe pyas k dariya mein utra jaye

meharban teri nazar, teri adayen qatil
tujhko kis nam se ai dost pukara jaye …