Aik bakra mandi ma aik aadmi 3 bakry lia khara tha.
aik kharidar na pocha janab kia keemat ha in ki,
wo bola pahla bakra 20,000 ka ha dosra 15,000 ka ha
or ya tesra 6,000 ka ha .admi khush bhi howa or hiran
bhi howa uss na pocha ka ya janab itna sasta kion ha
malik na bola ka janab ya china ka ha iss ki check
waranty ha pata nahi ghar ja ka khara bhi rahy ya nahi….
Leave a reply