Some topic names for this category are: Urdu Poetry . Hindi Urdu Poetry . Urdu Shayari . Poetry Urdu Poets . Urdu SMS . Urdu Poets . Pakistani Poetry
Tanha ratoon main jb kabi teri yad state hy,
Ye hawayain b teri chahat ka sandesh lati hy.
Bhar na jay yh ankhain teri judai main sanam,
Is liye shayad tu khwab ban kr ankhon main ati hy.
Kash wo kbi palkoon py sajay mujy,
Roothun kabi to wo manaay mujy.
Dil us ke yaad sy ik pal b ghafil ni,
Phir kaisy mumkin hy kh wo bhool jaaye mujy.
Tamanna karty ho jin khushiyon ke
Wo khushiyan ap ky kadmoon main hon
Khuda aap ko wo hakeekat main de
Jo socha aap ny sapnoon main ho
Wo jaty huy kh gay Hum se kh
Ab hum sirf tumary khwaboon main he aaen gy,
Koi kah dy un sy kh wo 1 bar vada to kary,
Hum zindgi bhr ky liye so jain gy
Aankhoon main aansu aay na hoty
Agr wo peechy se muskuray na hoty
Un ky jany ky baad yh gham hota hy kh.
Kash wo jindgi main aye na hoty
Wo kia wafa karain gy,
Jin ko pata he ni mohabbat kia cheez hy,
Hum ny ke hy mohabbat,
Pucheeye hum sy wafa kia cheez hy.
Apnay ehsas sa choo kr mujhy sandal kr do
main kae sadioon say adhoora hoon mujy mukamal kr do
na tumhain hosh rahy or na mujhay hosh rahy
is qadar toot ky chahooo mujy pagal kr do
Kabi utro yun mary dil ky aangan main
Ksi udas mosam main
ksi viran lamhay main
chupky say
dbay payun
Mari aankhoon pr rakh do hath
Apny
Aur
Hansty huay kah do
Booj lo to hum tumhary
na boojy to tum humary
Wo aashana b mila hum say ajnabi ke tarah
Kisy khabr the kah baray g orrr tareeki
Chupy ga wo kisi badil main chandani ke tarah
Barha ky pyas mari us nay hath chor dia
Wo kr raha tha murawat b dillagi ke tarah
Sitm to yh hay kah wo b na ban saka apna
Qabool jis ky kiay gum hum nay khushi ke tarah
Kabi na socha tha hum nay asim us kay liay
Kary ga hum py sitm wo b hr kasi ke tarah
Main nay poocha kaisay ho
Badly ho ya wasy ho
Roop wohi Andaz wohi
Ya phir is main koi kami
Hijr ka kuch ehsas to ho ga
koi tumhary pass to ho ga
Main bichra yah majboori the
kab manzoor mujy yh doori the
Sath humara kab choota hay
Rooh ka rishta kab toota hay
Aankh sy jo aansu bahty hain
Tum ko khabr hy kia kahty hain?
Main ny kaha Awaz tumhari
Aaj b hay humraaz hamari
Phool wafa ky khil jian gy
Ik din hum phir mil jian gy