Some topic names for this category are: Urdu Poetry . Hindi Urdu Poetry . Urdu Shayari . Poetry Urdu Poets . Urdu SMS . Urdu Poets . Pakistani Poetry

Aadab Sey

Aadab Sey Hoti Hain Pehchaan
Naa Kaarogi To Nehin Tum Insaan

Aadab Sey Rehtaa Rasuul Sey Naataa
Jo Nehi Kehtaa Vo Khudaa Ko Nehi Rehtaa

Rasuul Sey Naataa Saahaabee Sey Aataa
Aadab Jisko Kehtaa Unono Se_Ii Rehta

Jo Ko_Ii Ek Saahaabee Ko Nehi Chaahtaa
Rasuul Un Kaa Vi Nehin Rehtaa

Urdu Shayari

Kya gila kare hum unse bewafai ka
hum khud hi laye they mausam tanhai ka
woh toh meeelo dur the humse
hum hi picha karte rahe unki parchai ka

Aaj Roya Wo Gally Laga K Mujhe

Aaj roya wo gally lga k mujhe
Us ny pehla swal ye pucha
Tm ko kesa lga ganwa k mujhe
Mujh ko pathr bna k kehta hai
Jan! dekho na, muskura k mujhe
Zndgi ne to azmaya hai
Tm b dekh lo azma k mujhe
Us ne rasta badal lia apna
Pyar ki rah pr chala k mujh

Mere Hatho Ki Lakeero

Mere hatho ki lakeero ma
kismat ko na dhondo
Ku k kismat to unki b hoti hai
jin k hath ni hote….

De Kar Gham e Judai Wo Janey Kidhar Gya

de kar gham e judai wo janey kidhar gya
barpa qayamatain jo merey dil pe kar gya

jatey huwe wo le k dua ka asar gya
mujhko gham e hayat se baighana kar gya

daikha jo soo e Taj mehal dil ne ye kaha
fun zinda reh gaya magar funkar mar gya

kya yaad kar sakega yaha’n par mujhey koi
shiraza meri hasti ka jiss din bikhar gya

phir aaj dhundhti hai usey ye nigah e shauk
daikhey jisey sanam, zamana guzar gya

Koi Lamha Ho Teray Sath Ka

Koi lamha ho teray sath ka,

Meri umar bhar ko smait la,

Mein fnaa bqaa ka sabhi safar,

Usi aik pal ma guzaar don…..

Chaand To Nikla Hy Magar Yh Raat Na Hy Pahly Se

Chaand To Nikla Hy Magar Yh Raat Na Hy Pahly Se
Ye Mulakat To Hay Par Mulakat Na Hai Pehli Se,
Ranj Kuch Kam To Hua Phir Aaj Milny Sy,
Ye Alag Baat Hai Kh Yah Baat Na Hai Pehli Se

Urdu Poetry

yun saja chand k jhalka terey andaz ka rang
yun faza mahki k badla mere hamraz ka rang

saya-e-chashm main hairan rukh-e-raushan ka jamal
surkhi-e-lab pe pareshan teri awaaz ka rang…

Sad Urdu Shayari

ذکر جب بھی تیرا چھیڑا اداس رہنے لگے

یاد جب ٹوٹ کر آئی تو آنکھ بھر آئی

ہم نے چاہا تھا کہ اظہار کریں گے تم سے

بات منہ تک ہی نہ آئی کہ آنکھ بھر آئی

ہم نے چوکھٹ پہ سجائے تھے پھول تیرے لئے

خالی دستک دی سنائی تو آنکھ بھر آئی

Urdu Text

Khushbu sy Hawaon sy b miltay ni kuch log,
Mousam ke adaon se b miltay ni kuch log,
Mil jaye to Zindagi ko saja dete hain kuch log,
lekin Bichrey to duaoon sy b miltay ni kuch log

Categories