Some topic names for this category are: Sad Poetry . Poetry Sad . Sad Love Poetry . Love Sad Poetry . Sad Shayari< . Sad Sayings . Hindi Sad Poetry . Sad Sms . Sad Poems
You’re still my ideal
My love never dies,
But it cuts to the bone,
What I see in your eyes….
How I feel deep inside, no-one knows
Because on the outside I just put on a face
A face that has a smile and eyes that light up,
Maybe I just need my space…….
Mutthi mai waqt ko qaid ker kay
apni zaaat ko khona chahtaa hoon
ma rona chahtaa hoon. . .
sadiyun sa jo bheegi naa
un palkon ko bhigona chahta hoon
ma rona chahtaa h00n. . .
Palat ker aankh nam kerna mujhay hargiz nahi ata..
Gaye lamhon ka gham kerna mujhay hargiz nahi ata..
Mohabbat ho tu bai hadh ho jo nafrat ho tu bai bayaan..
Koyi bhi kaam kamm kerna mujhay hargiz nahi ata..
Gham bayan karnay ka koi aur dhang ejaad kar
Teri aankhon ka pani to Ab purana ho gaya ..
Chubhti Hay Qalb o Jaan Mein Sitaaron Ki Roshni
Aay Chaand Doob Jaa ka Tabiyat Udaas Ha…….
Maan ley ab bhi meri jaan e ada dard Na chun,
Kaam aati nahi phir koi duaw dard na chun,
Aur kuch dair mein mujh ko chalay jana ho ga,
aur kuch dair mujhe khawab dikha dard na chun…
Chaak ham apna garebaan kr na paaye the ke bas
Us ghari kuch is tarah tum yaad aay thy ke bas
Haoslaa insaaN kare to waqt kaa rukh mor de
Ham to ik toofaan ki zad se bach ke aaye thy ke bas
Ishq ka ham ko pujaari aor deewaana keh diyaa
In labon pe us ke naghme gungunaaye thy ke bas
Kia khabar the tum achanak he juda ho jao gy
Kabhe mujh pa matry thy kisi aur pa fida ho jao gy
Ek tujhy he to chaha tha apni zaat sa bhar kar
Yeh socha bhi nahi ka mery liye tum saza ho jao gy…
Tumhain Ab Bhool Hee Jayen To Acha Ha
Yeh Faasly Aur Bhi Barh Jayen To Acha Ha
Tumhari Chahatain Hum Ko Nahi Hasil
Tu Ab Ghair Hee Ban Jaye To Acha Ha