Some topic names for this category are: rain sms, rain messages, rain love sms, romantic rain sms, first rain sms
dard ki barish sahi madham zara ahista chal
dil ki miTTi hai abhi tak nam zara ahista chal
tere milnay aur phir tere bichhar jaane ke biich
fasala rusvaii ka ha kam zara aahista chal …
Ghum ki baarish ne bhi teray naqsh ko dhoya nahi
Tu ne ne mujh ko kho diya, mein ne tujhay khoya nahi
Neend ka halka gulaabi sa khumaar ankhon mein tha
yun laga jaisay woh shab ko dairr tak soya nahi…..
Joh barish ki tamanna hai,toh inn aankhon mein aa bethoo
Wooh barson mein kahein barsein,yeh barson se barasti han.
Every Rain Drop Would b One Of Your Smile
I Wish That It Rains Heavily Through Out
So That
There iz No Space For Tears Your Life
HaPpY rAiNy DaWn
The rain was ending, and light
Lifting the leaden skies.
It shone upon ceiling and floor
And dazzled a child’s eyes…
ab k barsat ki rut aur bhi bharkili hai
jism se ag nikalti hai, qaba gili hai
sochta hun k ab anjam-e-safar kya hoga
log bhi kanch k hain, rah bhi pathrili hai
phir se mausam barsaat kaa aane ko hai
phir se rangeen zamaanaa badal jaayegaa
ab kii bazm-e-charaaGaaN sajaa lenge ham
ye bhii aramaaN dil kaa nikal jaayegaa…
he rain may be falling hard outside,
But ur smile makes it all alright.
I’m so glad that you’re my friend.
I know our friendship wil never end.
ab k barsat ki rut aur bhi bharkili hai
jism se ag nikalti hai, qaba gili hai
sochta hun k ab anjam-e-safar kya hoga
log bhi kanch k hain, rah bhi pathrili hai
Aik admi apni biwi ka antum samskaar kar ka wapis aa rh atha ka achanak bijli chmaki
badal garjaa zoor saa barish shuru hoe aadmi bola lagta hay kay pohanch gai..