Some topic names for this category are: poetry txt sms - poetry sms messages - short poetry sms - romantic poetry sms - sad poetry sms - love poetry sms
Na jany tum py itna yakeen kyun hy?
Tera khayal b itna haseen kyyn hy?
Suna hy Pyar ka dard meetha hota hy;
To aankh sy nikla yh aansu namkeen kyun hy?
Khushbu sy Hawaon sy b miltay ni kuch log,
Mousam ke adaon se b miltay ni kuch log,
Mil jaye to Zindagi ko saja dete hain kuch log,
lekin Bichrey to duaoon sy b miltay ni kuch log
Yh Tera Wahm-o-Gumaan Hy
Wo kissi or ka dil o Jaan Hy
To tarapti rh us ky wisal main
Mohabbat ka yah he anjam hy
To ishq sy abi door hy
Yh to fakt abi imtihaan hy
Faasly jism ko to door ly jaty hain
Par diloon kay shahr to ujarty nahi
Aankhoon sy ankhoon ka rishta toot b jiay to
Saath dakhy huay khawab to mittaty nahi
Kbi Zindgi ka naam hy Mohabbat
Kbi moat ka pegham hy Mohabbat
Kbi Muhabbat se milti hy khushi
Kbi Gham ki sham hy Mohabbat
Kbi Muhabbat aansoun ke barish hai
Kbi hansi ka jaam hy Mohabbat
Kbi hai Muhabbat Dil ke jalan
Kbi Dil ka arman hy Mohabbat
Hamain raat bhr un ka khayal aya
Tab dil main hamary ik sawal aya
Kia un ke b halat ho g hamary jayse
To dil sy hmary HAAN main jawab aya
Ay zindege chal kahin aur chal
Is gulistan mein ab apna guzaara ni
Baat hoti guloon tk to saah lety hum
Par ab to kaanton pr b haq hamaara ni
Kadm yun hi dagmaga gay rasty sy
Warna sambalna hum b janty thy
Thokr b lagi to us pthar sy
Jisy hum apne JaaN manty thy
Abhi mosam b badly ga .. abi to chand nikly ga
Abhi manzar badlny main zara se dair baki hay
Abhi dil kay sambhalny main zara se dair baki hay
Chaly jana abi 2-4 sadian sath rahny do
Mujy kuch aj kahny do .. bs apny pass rahny do
Mujy itna to kahny do
Mujy tum say mohabbat hay
Ishq Keeta se zor shor dy nal
Phirda se tu baree tooor dy nal
Pr agggy to ishq karain zara gahoor dy naal
Qun kh kal main tary wali dakhi se kisi hor dy naal