Some topic names for this category are: Love Poetry . Poetry Love . Love Shayari . Cute Love Poetry . Short Love Poetry . SMS Love Poetry
Humain yakeen ni kismat pr
Humain to yakeen hy apni chahat pr
humain yakeen hy wo aye g ik din zaroor
Kyun kh hum pr un ko pany ka hy Junoon
Kasi bat ko kisi pr azmana ni
Kasi ko beech rah main chor kr jana ni
Aur jo chahy ap ko dil jan sy,
Us wafa-e-aashiq ko kabi bhulana ni.
Jis ky naam sy mara dil jhoom jye
Jis ke agosh main duniya bhool jye
Aise mehbooba kahan mily g hamain,
Jis ky pyar main hum mar ky b jee jye.
Hum tum ko Ishq ka ilzam ni dain gy
Hum kal sy mohabbat ka naam ni lain gy
My heart 2 u is given
Oh, do give urs 2 me
We shall lock them up together
And throw away the key
Bhool kr apne zaat tum ko yaad kya
Baat by baat tum ko yaad kya
Neend naraz ho gae hum sy
Hum ny jis raat tum ko yaad kiya
Kbi Zindgi ka naam hy Mohabbat
Kbi moat ka pegham hy Mohabbat
Kbi Muhabbat se milti hy khushi
Kbi Gham ki sham hy Mohabbat
Kbi Muhabbat aansoun ke barish hai
Kbi hansi ka jaam hy Mohabbat
Kbi hai Muhabbat Dil ke jalan
Kbi Dil ka arman hy Mohabbat
Mary pyar ko duniya main koi samaj na paya
Roa tha jb tanha koi mary saath na aya
Mita diya khud ko us ky pyar main
Aur kahty hain log kh mujy pyar krna ni aya
Kabi utro yun mary dil ky aangan main
Ksi udas mosam main
ksi viran lamhay main
chupky say
dbay payun
Mari aankhoon pr rakh do hath
Apny
Aur
Hansty huay kah do
Booj lo to hum tumhary
na boojy to tum humary
Main nay poocha kaisay ho
Badly ho ya wasy ho
Roop wohi Andaz wohi
Ya phir is main koi kami
Hijr ka kuch ehsas to ho ga
koi tumhary pass to ho ga
Main bichra yah majboori the
kab manzoor mujy yh doori the
Sath humara kab choota hay
Rooh ka rishta kab toota hay
Aankh sy jo aansu bahty hain
Tum ko khabr hy kia kahty hain?
Main ny kaha Awaz tumhari
Aaj b hay humraaz hamari
Phool wafa ky khil jian gy
Ik din hum phir mil jian gy